Ammi ko aaj bhi yaad hai.
She still remembers“Eid se pehle wali raat main apna naya jora takiye ke paas rakh kar soti thi, aur subah ka intezaar raat bhar karti thi.”
“Ammi, kya main bhi apna jora apne paas rakh kar so sakti hoon?”

Shalwar kameez for little girls | soft fabrics, delicate embroidery and fits made for twirling, Eid visits and every day in between.
Har saal thori si bari ho jaati hai...
Ammi ki yaadon se beti ke lamhon tak | sunehri dhaage ke saath chaliye.
“Eid se pehle wali raat main apna naya jora takiye ke paas rakh kar soti thi, aur subah ka intezaar raat bhar karti thi.”
“Ammi, kya main bhi apna jora apne paas rakh kar so sakti hoon?”

“Chand nazar aaya, haathon pe mehndi lagi, choodiyan khankeen | aur poora ghar khushiyon se bhar gaya.”
“Ammi dekhein na, mera jora almari se mujhe dekh raha hai!”

“Woh aaine ke saamne ghoomi, gharara hawa mein phail gaya | aur meri aankhein bhar aayin. Bilkul meri tarah.”
“Ammi, main princess lag rahi hoon na?”

“Saalon baad jab woh album kholegi, yeh jora bhi us ke saath muskurayega.”
“Jab main bari ho jaungi na, apni beti ko bhi aisa hi jora dilaungi.”

Eid se pehle wali raat main apna naya jora takiye ke paas rakh kar soti thi, aur subah ka intezaar raat bhar karti thi.

Ammi, kya main bhi apna jora apne paas rakh kar so sakti hoon?
♥Chand nazar aaya, haathon pe mehndi lagi, choodiyan khankeen | aur poora ghar khushiyon se bhar gaya.

Ammi dekhein na, mera jora almari se mujhe dekh raha hai!
♥Woh aaine ke saamne ghoomi, gharara hawa mein phail gaya | aur meri aankhein bhar aayin. Bilkul meri tarah.

Ammi, main princess lag rahi hoon na?
♥Saalon baad jab woh album kholegi, yeh jora bhi us ke saath muskurayega.

Jab main bari ho jaungi na, apni beti ko bhi aisa hi jora dilaungi.
♥







Har mauqe ki apni kahani hoti hai
Jaise Nani apne haathon se sila karti thi
Breathable fabrics and soft linings, so she's comfortable all day long.
Delicate embroidery and neat finishing on every piece.
Sizes 24 to 36, with a size chart for every design and WhatsApp help if you're unsure.
Wholesale prices, size-set ordering and dedicated support. Apply once and we'll set up your wholesale account.
Apply for wholesaleSend us her measurements | we'll help you pick the perfect size, or place your order for you.
Open the size guide